Yeh sarrati sarrati Raftarein hain Aagey bus manzil hai Peechey hawayein hain Yeh. Sarrati sarrati Raftarein hain Aagey bus manzil hai Peechey hawayein hain Tharrata tharrata Ik toofan jo Choo ke joh guzre toh Tham jaati rahein hain Wo. Ziddi irada hai koi Kismat ki Ik jo naa maaney Jalta ik shola Junoon ka Khole ujaalon ke khaare Raaton ko cheerein Subha ki teerein Kali zanjeerein Todh ke hi Bana din naya Waqt ne ho jaise Lamha chuna ho Saare itihaason mein jo Chodega apne nishaan Sarrati sarrati Raftarein hain Aagey bus manzil hai Peechey hawayein hain Tharrata tharrata Ik toofan jo Choo ke joh guzre toh Tham jaati rahein hain Mushkil woh mushkil Hi kya hai Baazi jo jaan pe Na aaye Ho. Girhein bhi girhein Kahaan hain Aasani se Khul jo jaayein Khayalon mein bhi jo Namumkin nahi ho Wohi kar dikhana Himmaton ki Toh pehchaan hai Khud mein khudi ka Kuch bhi kahaan hai Jaan bus wohi hai Yaariyon pe jo qurbaan hai Sarrati sarrati Raftarein hain Aagey bus manzil hai Peechey hawayein hain Hey hey. Tharrata tharrata Ik toofan jo Choo ke joh guzre toh Tham jaati rahein hain