Rehta mein khush tum jalo mat Ye mehnat ka kaam tum sado mat Hai karne ka baat toh seedha milo Pith piche baat bhi karo mat Aaj kal ke dekhte paise Nai dekhte ye mehnat Kisika bhala nai sochte tum Bhale ki baat bhi karo mat Karo Mat Ab bhale ki baat tum Jab pada tha mein dard mein thi saath dhun Bhara tha ye Dil bhi ab khoon se Ab bachi sirf dhul jaise kabul Toh dikha mujhe Zeher mein ne piya ghunt Dum ghuta pehle mein ne seh liya dukh Bolne ka maan na tha reh liya chup Aaya Likhne ka daur siyahi behti yahan khoob Ab likhe Mein ne har samay, falsfe Chanchal hai maan, toh phir chal pade dhadkane Anginat archane, sangeen sangatein Galtiyan bakshi Ab bansi hi maan bhare Jab baat ho zuban toh hinsa Shabdon ko tokiyo (Tokyo) na ginza Kala ki hai Jung toh mein sultan Mehfil-e-aam mein toh mirza Rehta mein khush tum jalo mat Ye mehnat ka kaam tum sado mat Hai karne ka baat toh seedha milo Pith piche baat bhi karo mat Aaj kal ke dekhte paise Nai dekhte ye mehnat Kisika bhala nai sochte tum Bhale ki baat bhi karo mat Jalo mat, Paise ye Jali hai Dekhu mein aaj Kal har jagah ghalib hai Likhna ye chahre par Ghalib nabaleek hai Gaano ki baat toh Ghalib ke waleed hai Ab jaan ki hai baazi Khela jaan ke ye dau Bina sahe dhoop nahi milti hai chau Dubte ko tinka ab bachi nai nau Ab Sunke kahani Teri Rani'Ki'Wow God damn I feel like I'm back to my bullshit Mein nahi inn kaafiron ka murshid Vision hai ye durbeen Hoti mujhe pushti, ye gaane dete mukti Ab beitha mein khush tum maro mat Ye mehnat ka kaam tum sado mat Piya jo gam ka piyala utaregi monica Banke tum holika mujhse ab Jalo Mat Rehta mein khush tum jalo mat Ye mehnat ka kaam tum sado mat Hai karne ka baat toh seedha milo Pith piche baat bhi karo mat Aaj kal ke dekhte paise Nai dekhte ye mehnat Kisika bhala nai sochte tum Bhale ki baat bhi karo mat