Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan!! Lagta Sab khatam Ab Likhne jo beitha shabd khatam Jo zinda hum milte bas zakham Behta jab ye rakht dikhte sapt rang Haan maana tha jinko hum safar Woh bhi toh kar gaye chal kapat Toh shabdon karke apharan Har doosra deta dard yahan jaise Harbhajan!! Gaane kataksh, aankhon mein jankh dikhenge Karl Marx Zindagi peripheral mein toh kaise rakhu mein dimaag shaant Panchi aazad ab lenge udaan toh joomega aasman Jo tujhe savare unhi ko nakar ye kaisi hai baghban? Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan!! Logon ka pressure hai pascal Deta gulaab jinhe reh jaate paas'skull Toh likhne ko bacha sirf vyakaran Ab baja sangeet toh joomega Harman!! Tabhi toh saare rehte hai magan Ab Kala se kare Jashan Toh Khuda hi kare madad Ab diya jinhone janam Woh Sada rahega smaran Toh kaise chukau ehsaan Mein banke rahunga Shravan!! Zindagi dhokadani ka sabak Jo seekhe jaara ye jagaat Toh hriday bana hai baraf, Paison se milte padak, Ye kaise banenge prabal Jab Manushya paaye maran Tab kala rahegi Anant!! Ab jaana paar kabiliyat se kabhi nai hounga mein itne se khush Barsenge bars Aaditya ke saath toh chayega indradhanush!! Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan!!