Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Haadse ye kaise ansune se jaise Choome adheron ko Koi noor Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Sirf keh jaaun ya Aasmaan pe likh doo? Teri taarifon mein Chashme baddoor Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave Bhoori bhoori aankhein teri Kankhiyon se tez teer kitne chhode Dhaani dhaani baatein teri Udte phirte panchhiyon ke rukh bhi mode Adhoori thi zara si Main poori ho rahi hoon Teri saadagi mein hoke choor Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Raatein ginke neendein bhunke Cheez kya hai khwaabdaari humne jaani Tere sur ka saaz ban ke Hoti kya hai raagdaari humne jaani Jo dil ko bhaa rahi hai Woh teri shayari hai Ya koi shayarana hai fitoor? Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Haadse ye kaise ansune se jaise Choome adheron ko Koi noor Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Sirf keh jaaun ya Aaasmaan pe likh doo? Teri taarifon mein chashme baddoor Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave