Hum ko bulana ya Rasool Allah Hum ko bulana ya Rasool Allah Hum ko bulana ya Habib Allah Kabhi to subz gumbad ka ujala hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Dharak uthay ga ye dil ya dharakna bhool jaye ga Dil-e-bismil ka us dar per tamasha hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Adab se haath baandhay un k rozay per kharay hongay Sunehri jaalion ka yun nazara hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Dar-e-dolat se lotaya nahi jata koi khali Wahan khairat ka butna Khudaya hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Barasti gumbad-e-khazra se takrati hui boondain Wahan per shaan se barish barasna hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Guzaaray raat din apnay isee umeed per hum ne Kisi din to jamal-e-roo-e-zeba hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah Pohanch jayengay jis din aye ujagar un k qadmon mein Kisay kehte hain jannat ka nazara hum bhi daikhein ge Hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge Hum ko bulana ya Rasool Allah