Sometimes energy is lost pain excuseless Ab toh khud bhi dilase dena useless Sometimes i feel like that memories are fantasy Woh toh sach na ho paya tum jo kehti Akeli hojao, toh bholna humen na Phr kashti ki tarah, bs darya behna Is khirki kay bahar, Un parindo se kehna Anay ki zrurt he nai Badalon mein rehna Bheta likhrahaha hu, Ankhon me nami hay Kya tujhe btaun, Bs teri he kami hay Tha sb tere hawalay aur bat na bani yeh Toh is tootay ghr mien phr kyu roshni bachi hay Par apka kya apko toh apni bhi khabar na Nah, mujhe ni psnd hay, un raston se guzarna Unhi yadon se nikal kay Phr khud mein smbhalna Yan phr kamre mein bheta, in he deewaron se larna Aur agar apki neenden puri hogai toh uthjana Sara, zamana jagraha, Me sbse bhag raha Dil bhi betab raha, Apne toh bat ni krni Apse hisab raha Would you look me in the eyes, Would you heal me In these melodies and rhymes, Would you feel the me Kya apke hisab se woh sb sahi tha Rishto ki ehmiyat ab in sb me rahi kya Ab toh galat ho pr khud ko sahi kehti Ab toh mere bhi khyalon mein zyada nahi rehti Was my good wasn't good enough never mind maybe Ab jab pas tm bulaogi hum ayenge nai Wahan na dondho mjhe In lehro ke paar nikal chuka hu Bs yeh tha btana tmhen Un Parindo kay sath he chal para hu Saha khuj, Na kaha khuj Kafi dooriyan aur, Na raha khush Bs raha tang, inhi dooriyon mein Tujhe khamia dikhti hain meri khoobiyon mein Yadon ko mitana tha, Tasveeren jaladi Tujhay bhulanay ki koshishen yeh humari Barsaat kay mosam se bekhabar, Bheeg gaya Khyalon mein doba aur shyd terna sekh gaya Aj kal khwabon me na ati ho kidhar gai ho Kuch dino se sunay mein aya hay kay bigar gai Kehti ho me muktalif pr tm shyd badal gai ho Na smjh hogai tum pe in baton ka asar nai ho Par ab toh muskara par raha hay Kafi mudaton se dard ko chupana par raha hay Ab zameer khud se lar raha Jo bhi kiyeh thy waday saray tune woh ab kahan hen Akeli hojao, toh bholna humen na Bs kashti ki tarah, darya behna Is khirki kay bahar, Un parindo se kehna Anay ki zrurt he nai Badalon mein rehna Akeli hojao, toh bholna humen na Bs kashti ki tarah, darya behna Is khirki kay bahar, Un parindo se kehna Anay ki zrurt he nai Badalon mein rehna