Safar mein rahein Khabar na rahi Mein mukhlis tera Tu darna mat, Dunia jab poochay mukarna mat Kar sabse judaa Aur le chal kahin Raatein subah ban gaiyn Aankhon mein neendein bhatakti raheen Tu le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Mein bhatka musaafir hun le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Mein bhatka musaafir hun le chal kahin Khayalat ke pahaad tootay zehen pe Saari zindagi he jee liye hum is vehem mein Saadgi mein teri soo husan ke roop dekhe Ek umer guzaari thi jo teri dil lagi mein Lafz na kar sakein bayaan meri afsurdgi Shuru jo tujhse kyun khatam wo aakay mujhpe hi Ayen abar phir sharaab phir suroor Phir hua ye inqishaaf kе na mil sakein ge phir kabhi Uff, kia karein hum tеre rooh baru Kia karein ke hon teri nazar mein surkhrooh Hokay rehgaye hain tere Tere bin mein nahi hun 'sane and I'm faded Nai taapi goli gaanay likhe dil pe rog he itnay Kia khushi mein teri shaamil hon jab sog he itnay Kese simat jayen fori hum barson kay bikhray Farash bhar chukay hain jaan ab hum arshon pe likhrahy Ab hum kalam ese torayn jese dil ke tukray Tum pe sab karein ayaan hum baaqi sab se chhuprahy Ek dafa ki dil ki baat aur phir hamesha chup rahay Tumnay sun ke na suni tabhi hum keh ke mukrein Tum na aye humein khayein bas tumhari fikarein Aaj jaynge bazaar phir ye lafz biknay Dil tham gaya hai khwaahishein hain mar chuki Mein reh-guzar tha uska aur ab wo guzar chuki Safar mein rahein Khabar na rahi Mein mukhlis tera Tu darna mat, Dunia jab poochay mukarna mat Kar sabse judaa Aur le chal kahin Raatein subah ban gaiyn Aankhon mein neendein bhatakti raheen Tu le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Mein bhatka musaafir hun le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Tu le chal kahin Mein bhatka musaafir hun le chal kahin