Tu chale sang chale sabhi gul Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal Hai aisa lage wahaan roz khile gul Jahaan tera aana jaana Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye Rab ne tha tujhe banana Ye mehaka mausam, husn ka aalam Hai teri hi parchaai Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal Tu chale sang chalein sabhi gul Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal (Sargam by shreya ghoshal) Tu na jaane Na. na jaane Na. na na re Jaana tera khayal, jaana tera kya haal Tere jiya ki taal surmayi Aankhon mein hai shabaab Jaise khile gulaab Dekhe aise hi khwab hum kayi Tere aane se yaar aisa aaya nikhaar Jaise aayi bahaar ho nayi Tere hothon ke jaam peelun subah shaam Tu toh mera hi naam ho gayi Meri duniya mein tune hai rang bhara Mere saath ye duniya dekh zaraa Meri tu hi toh hai pyaari duniya, saari duniya Mere hum-kadam... Tu chale, sang chalein sabhi gul Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal Hai aisa lage wahaan roz khilein gul Jahaan tera aana jaana Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye Rab ne tha tujhe banaana Ye mehaka mausam, husn ka aalam Hai teri hi parchaai Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal Door khile rang kaunsa rang tera hai batlana Lo haath se chhoota dil Rang tere maine rang hai jaana Mehak gayi hai le khushboo Mehka tera jo hai ye aanchal Phoolon ki tu hai raani ya phir tu hai koi samdal Dheemi dheemi baatein sahaj sugam mausam Piya mere aise mausam ab aayenge hardum Tu jo mujhe haasil naina kare jhilmil Saathi tere hone se hai khushiyon ke ya kaafile Tu chale, sang chalein sabhi gul Apna hai ye khayal Apna hai ye khayal Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye Rab ne tha tujhe banana Hai aisa lage wahaan roz khilein gul Jahaan tera aana jaana Ye mehaka mausam, husn ka aalam Hai teri hi parchaai Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal Tu chale. sang chale sabhi gul Apna hai ye khayaal Apna hai ye khayaal