Of 5) Jaise suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Jaise suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Aisa hi sukh mere Man ko mila hai Main jabse sharan Teri aaya mere raam Suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Bhatka hua mera Man tha koi Mil na raha tha sahara Bhatka hua mera Man tha koi Mil na raha tha sahara Lehro se ladati Huyi naav ko Lehro se ladati Huyi naav ko Jaise mil na raha ho kinara Mil na raha ho kinara Us ladakhadati Hui naav ko jo Kisi ne kinara dikhaya Aisa hi sukh mere Man ko mila hai Main jabse sharan Teri aaya mere raam Suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Sheetal bane aag Chandan ke jaisi Raghav kripa ho jo teri Raghav kripa ho jo teri Ujiyali punam ki Ho jaaye rate Jo thi amavas andheri Ujiyali punam ki Ho jaaye rate Jo thi amavas andheri Jo thi amavas andheri Yug yug se pyasi Marubhumi ne Jaise savan ka sandes paya Aisa hi sukh mere Man ko mila hai Main jabse sharan Teri aaya mere raam Suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Jis raah ki manzil tera Milan ho Us par kadam main Badhau Jis raah ki manzil tera Milan ho Us par kadam main Badhau Phulo mein kharo mein Patajhad baharo mein Main na kabhi Dagamagau Phulo mein kharo mein Patajhad baharo mein Main na kabhi Dagamagau Main na kabhi Dagamagau Pani ke pyase ko Taqdeer ne Jaise ji bhar ke amrit pilaya Pani ke pyase ko Taqdeer ne Jaise ji bhar ke amrit pilaya Aisa hi sukh mere Man ko mila hai Main jabse sharan Teri aaya mere raam Suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya Aisa hi sukh mere Man ko mila hai Main jabse sharan Teri aaya mere raam Suraj ki garmi se Jalte huye tan ko Mil jaaye taruvar ki chhaya