Kon kiske hai neeche or khatam Kon khayega iss scene ko aur kon hazam Born star hu ha dekh le tu nakshtra Kam ayega kisi ke na dena kam mein dhakal Pachtava mere khoon mein Fans ko nhi pata ke khada main stool pe Zindagi laati hai preshaniya dhund ke Ghar kse chalega agar dikha diya jo tut ke Mai khush hu ki hai mere sar pe chath Aur chaiye kuch to motto ek kar hustle Tu pohch gya top pe mere lund pe chadh ke Baati nhi dusron se to kya tarraki Nasho m hai dost vo jante sab marte hai roz Shanti khatam kare shanti ka shor Baap se mila pata ni ankh ab mai aur Iss saal shuru mahaan ban ne ka daur Ye zindagi asaaan nahi hain, Musibate pukaar rahi hain Bure bhi halaat kahi hain Aur dil bhi ye paak nahi hai Usko patani kuch Na maine batani kuch Shuru bhi karu kaise Jab pichla daba ni dukh Main khudpe shak karta hu ke ab tak bana ni kuch Hain dil main dard itna ki ab usme jagah ni kuch Kaisa hain jaal ye Kyu pareshan main Puraane ghar ki ab bhi diwaare yaad hai Nazaare khaas jitne bhi sab dil ke paas hain Tabhi chalti ye saas hain Ye sab baate main darta raha batane se Kab tak hi rehta darke zamaane se Qk dard bhi badta rehta dabaane pe