(Kreon) (Kabhi kabhi) (Kabhi kabhi) (Kabhi kabhi) (Kabhi kabhi) Jo dikhta nahi sab hota sach Iss moh-maya mei na tu fas Uske saath mere sambandh Lagta kadwa jo hota sach Jo dikhta nahi sab hota sach, Is moh-maya mei na tu fas Uske saath mere sambandh, Lagta kadwa jo hota sach Seekha maine rehna khush, Mai jeeta khud se khudgarzi mei Seekhi karni izzat pehle hota tha mai badtameez (Seekhi karni izzat pehle hota tha mai badtameez) (Seekhi karni izzat pehle hota tha mai badtameez) Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan Chalti gaadi ek sau bees, Tujhe milti na tu hai badnaseeb Mujhe roko na, Maine rukna nahi Mujhe toko na, Maine sunna nahi Na-insaafi hote dekh ye dil ka dard hai rukta nahi Shah-nawazi ka ye karz mitaane pe bhi mitta nahi Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan