Rahul hai naam, shuru kara tha jab 16 umar thi Mila dosto ko thoda sa sath, baaki hassi udate the hunar ki Share ni kare gaane unki marzi, apne pachtavo ki banali arthi Piche mudke dekha tabse ni, jabse rato me meri subah badal gayi Aaya aage kese ek ladka Jiska 100 rupay se kam jeb kharacha Aim uska hai bus great banna Chadhna usse bus stage par tha Itni mehnat kari bina kisi approach aaye top delhi ke Ha main hu lower caste par Punchline king banke betha hu main merit se Aur Jitne nikle mujhse aage unke liye baje taliyaa Jo girne lage unhe hath diya, maine ne jo bhi kamaya vo baat diya To fir kese puche ye maine vapas kya diya hai is culture ko Nikala sabne jabki matlab to Sharafat nadani antar bohot Main ni betha rakhke hath pe hath Kara hai kaam pe kaam, diya jawab pe dhyan Bana main aaj nawab, pehle the aam sa naam Bhadi hai jaan pehchaan, kardo aaj aelaan Kyoki ye he meri debut album Jitno ne kaam kara ispe thank you well done Har gaana bana great jaise Alexander Tum chahte the kuch naya, main hu answer Kahe chodhde rap hai dum nahi par nahi ye rukegi pencil Khud kari hai shuruat khud hi likhunga ending Aesi kari baatien sabko lagti genuine Ghar bani mera ye instrumental Jaane bade log bina label independent In gaano me kare tumse bade vaade jinhe tod jaunga nahi Collab ke liye ready jinhe laga tha level pe unke aaunga nahi Badi videos bana main paunga nahi Khushi Jeet ki apni manaunga nahi Rap se kabhi kamaunga nahi Itna time ni ki samjhaunga bhi Ye album nahi, ye work of art Par khudse ispe humko naaz Hum aage badhe he mann ko bhaap Dukh hoga hume kal ko na Aaye yaha pe ghamand ko taap Ye meri zindagi ka pehla chapter Padhlo aaj Smoke