Akhon ka yeh parda Chehroon ka badalna Kuch kehna toh kuch chahaana Chupaana, bahaana Main behetee akhon se cheektha reh gaya Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi Main teri chittiyon ke sang jalta reh gaya Tu kehti hai thuje meri yaad bhi na aayi Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi Zakhmoon ka yoon bharna Nayee loogon ka aana Mujhe yeh samajh nahi aaye Koyi jaane ke liye kyun aaye Ab tak samjh nahi aaye Door jane ke liye kyu paas aaye Main bikhra tha cheek raha tha tujhe dikh bhi tha gaya Tu kehti hai tujhe main ne jhalak na dikhaayi Main haara doobaara tha main ne maanga sahara Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi