Kesariya ho ya hara ho baalam Ya ho kaala, ya gora, ya neela, ya peela! Jab dil se dil ka taar juda ho To saara jag rangeela! Phir aaye nahi koi raaste Na aam-aavaam, na tere saam-dhaam! Jab dil se dil ka taar juda ho Koi rok sake hai kya? Par is baat pe mai.n tay hoo.n Tu hai to mai.n hoo.n Tu hai to mai.n hoo.n Jo boyega, seenchega wahi Dil jo jakde, kyu.n pakde wahi? Dil pe bojha liye dhhoye tu hi Ismei.n jo khoya lautega nahi Karei.n rehmat aa mil kar! Tu aazaad dil kar! Aham se, badi se Safa kar khud ko khudi se Chhorho ab ye ranjishei.n dil saaf karei.n Jo bhi giley shikwey hai.n, sab maaf karei.n Chal manfi hataein! Aa nafrat mitayein! Bhula kar, dua kar Safa kar khud ko khudi se Humsaaye hum saare, saare hum, saaye hai.n Koi na kisi se bada urooj pe inkesaari hai Humsaaye hum saare, saare hum saaye hai.n Koi na kisi se bada urooj pe inkesaari hai Humsaaye hum saare, saare hum saaye hai.n Saare hum saaye hai.n, humsaaye hum saare Humsaaye hum saare, saare hum saaye hai.n Saare hum saaye hai.n, humsaaye hum saare