Khoye the hum kahan Na jaane koi. Khwabon se hi jahaan Nibhaaye koi. Khoye the hum kahan Na jaane koi. Baaton se hi yahaan Deewarein boyi. Milte hai unse Kyun ye nasiyat ke naam par Sawaalon ke badal Hai ye kaisi sazaa. Dil pe yahan Kar de inayat woh Ke har woh dua ho puri. Dhoondha hai har pal ke kinaron par Nishaani jo woh chod gaye. Khoye rahe Tum kyun wahaan. Andheron mein hai gum aatmaa. Veeraan si hai zindagi Saat hi yahan parchaayi bhi kyun nahi Kagaz kyun bante hai gawah. Hosh mein hai behosh bhi Kyun aakhon se pal yahan Hai bekhabar mera yakeen. (mera yakeen) Mera yakeen Jaagi rahi har aarzoo, yahaan teri Kyun shaam - o - seher Sooya rahe tera yakeen. Khoye the hum kahan Na jaane koi. Khwabon se hi jahaan Nibhaaye koi. Milte hai unse Kyun ye nasiyat ke naam par Sawaalon ke badal Hai ye kaisi sazaa. Khoye the hum kahan Na jaane koi. Baaton se hi yahaan Deewarein boyi.