Main sar se hoon paanav tak gulabi gulabi Adaayein hain meri sharabi sharabi... (2) Hai usme mujh jaise hai masum betar Dikha ke adaaon ke apni yeh tewar Khud ko tabah karogi humko maar dalogi Arey dil de do kya dil ka achar dalogi... (2) Arey de do Aashiq hazare dekhe sare ke saare dekhe Sab ke sandese pade sab ke ishare dekhe Hoyye hoyye hoyye... Aankhon mein nur leke dil mein surur leke Kitne pade hain yahan ishq ka fitur leke Tu bijeeli hai bijeeli hai tujh mein current Tu zulfe ghuma de toh ud jaye cent Arey dil de do kya dil ka achar dalogi... (2) Arey de do Aashiq purane mere saare diwane mere Billoo kya tilloo saare andaaz jaane mere Hoye hoye hoye... Haan kis ko qarar dungi kis ko deedar dungi Wo hai nasib wala jisko main pyar dungi Wade pe wada kiye ja rahi ho Gazab yeh gazab kya kiye ja rahi ho Arey khud ko tabah karogi hum ko maar dalogi Arey dil de do kya dil ka achar dalogi... (2) Arey de do