Dushman tera tere hi ghar mein aa ghussa hai Iss media se teri har din ye lay raha hai Inn hukmaranoun ne jo khwab tujh ko dikhaye Tootay woh saaray jhootay waaday pyaray Ab toh jaag Sou ke kya mila hai Andha ho kar yun khwahishon ke na tu peechay bhaag Tujhay kya hua hai Na uthay ga tu na tallay gi kabhi ye raat Aik waqt woh tha tere aagay ye kaarvaan tha Tu tha ek symt mein aur peechay saara jahaan tha Mazhab ki teeliyaan tujhay ab hain sab lagate Khud hi mittnay pe kyun tulla hai jahil Ab toh jaag Sou ke kya mila hai Andha ho kar yun khwahishon ke na tu peechay bhaag Tujhay kya hua hai Na uthay ga tu na tallay gi kabhi ye raat Ab toh jaag Sou ke kya mila hai Andha ho kar yun khwahishon ke na tu peechay bhaag Tujhay kya hua hai Na uthay ga tu na tallay gi kabhi ye raat Sou ke kya mila hai Andha ho kar yun khwahishon ke na tu peechay bhaag Tujhay kya hua hai Na uthay ga tu na tallay gi kabhi ye raat