Mera lagta na man Mere saare ye bharam Mera lagta na man Mere saare ye bharam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do Mere saare ye karam Meri hai ye aadatein Mujhpe hi bhaari rabba Baithi mere saath Tanhayi mere yaar rabba Kol tu bula le Aasman ka ik tara rabba Lagta na Lagta na man kisi bhi waqt Ghutan mere andar Aana bahar chaahe khud se ab Par samjhe na Samjhe na koi yaar Aap te ni beeti Dujeyan nu dena gyaan Koi samjhe na Mere saare ye karam Lena chaahe mere gam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do Dil se hai manga maine Khud ko bacha ke rakh Bechaini jo sataaye Apno ko sada yaad kar Akela tera ghar Is gaane ko laga Nahi toh mujhko bata Mai sunuga teri raat bhar Gam jo tu baate Kam lage tujhe ye safar Bhul se bhi soch na Ek yaad ki bas hai kasar Likh de tu panno mai Aasuon se lapet kar Uda de phir jahan mai Koi padhega tera humsafar Ya ladle khuda se Aur batade tu hi tera rab Jaa khud mai hi tu khoja Aur dhund tera beeta kal Muskurata chehra Tujhko chahiye tha vapis kabse Andar hi khushi hai Phir yaar kyu tu dhunde jag mai This is for us Just for us Hope it helps Hope we help each other Hope we are happy Hope we will be at peace Mera lagta na man Mere saare hai bharam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do Mere saare ye karam Lena chaahe mere gam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do Mera lagta na man Mere saare hai bharam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do Mere saare ye karam Lena chaahe mere gam Mujhe roko na udne do Mujhe roko na udne do We love us We will take care of each other Never feel alone We have this song That connects us