Mujhe Mukti ab chahiye Mujhe Mukti ab chahiye Man mera ye haram hai Mujhe karna ye paap hai Mujhe chod do jaane do Mujhe chod do jaane do Dil mai baithi kayi baatein Mujhe chubti ye kaate ye Mujhe Mukti ab chahiye Mujhe Mukti ab chahiye Man mera ye haraam ka Dil main na chain Tanhaayi mera aaka Pilaade rum neat Daaru bole meri bhasha Baithi mere sath Har lamhe ko kaata Baatein saari raat Main aur botal kare Dono phir saath roye Uske jo nikle aansu 60 ke do peg bane Chada jo nasha Mera man hua halka hai Utar jayegi toh Phirse tadapna hai Thak chuka mai hu ladke Kismat hai doshi Ya hai dosh mere sar pe Na koi aisa yaar Jaisa daaru mujhe samjhe Old Monk ki khurak Ke hai dam pe ab palte Man mera ye haram hai Mujhe karna ye paap hai Mujhe chod do jaane do Mujhe chod do jaane do Dil mai baithi kayi baatein Mujhe chubti ye kaate ye Mujhe Mukti ab chahiye Mujhe Mukti ab chahiye Gam ye sitam Mera chalta na man Main akela akela rehta Jasbaat hai khatam Mai bhi sota sota uthu Mere salle ye karam Ye bharam mere aaj ke Bure mere haal se Suna maine Dekha maine Khuda se bhi maang ke Suni jo uski raza toh Moun mere haadse Rahu mai akela Milu kisi ko na jaanke Daaru ko batau Saare gam jo hai kaat te Man mera ye haraam ka Dil main na chain tanhaayi mera aaka Fitoor mere gam ka jo dil mai hai raja De de tu rihayi Mujhe udne de khwaja Man mera ye haram hai Mujhe karna ye paap hai Mujhe chod do jaane do Mujhe chod do jaane do Dil mai baithi kayi baatein Mujhe chubti ye kaate ye Mujhe Mukti ab chahiye Mujhe Mukti ab chahiye