Bure haal bure din Har lamha tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Bure haal bure din Har lamha tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Likhe mai chehre Baat jo dil pe hai lagi Toh likhi kahani badal diye mere Saare jasbaat Kahani ke roop mai Gaun mai saare andhere Rahega kayam Par hum bhi hai shayar Kalam se hum likhte savere Bina irshaad ke feke Hum lafzon ki baarishein Dhundu khudi ko Ye aayat hai Khona na khud ko Hidayat hai Mile tasalli jo Tujhko nakaab pehen mai Tujhi pe laanat hai Meri haar meri jeet Meri kalam meri meet Mere jaan meri reet Mere khaab mere geet Likhun sach aur naseeb Mere khayal mere beej Dua karo kabhi aaye sukoon aur khushi Yahan pe pagal tere bin Kabhi bhulke toh mil Har lamha tere bin Kaate mujhe aake Din raat Baat jaan sach Bhula khud ko Dhundu chahu ab Manzar mera Kabse tehra mand Cheeru khud ko Likh daalu sab Bhule baithe Kitne humsafar Dil lagi Talab Latt Badnaseeb thehre hun galat Lad jahan thehre hum kabar Bhed chaal Rakhte hum sabar Seechu khud ko Jeetu mai falak Bure haal Bure din Har lamha Tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Bure haal Bure din Har lamha Tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Bhai mai talab aur aag thi Meethi jubaani bhi kaat di Sar na jhukau mai kisi ke aage Meri kala meri army Aehsaano ki kimat hai jaan ki Banuga khud se aehsaas bhi Likhunga baatein Mai jhut bhi bolu Sach ke taraju mai duniya ko tolu Meri haar meri jeet Meri kalam meri meet Mere jaan meri reet Mere khaab mere geet Likhun sach aur naseeb Mere khayal mere beej Dua karo kabhi aaye sukoon aur khushi Bure haal Bure din Har lamha Tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Bure haal Bure din Har lamha Tere bin Mujhe chodke na jana kahi Din raat bhaagu khud se hi Yahan pe pagal tere bin Kabhi bhulke toh mil Har lamha tere bin Kaate mujhe aake Kaate mujhe aake