Agar main kahu Ae mere sanam Toh kya kahogi Agar main bahu Hai kasam tumhe Dil na bharogi Mujhe tumse mohabbat hai Tu hi meri chahat hai Door na tum jaana kahi Dil ko lagi teri aadat hai Agar main kahu Ae mere sanam Toh kya kahogi De ijaazat karu ibadat Agar chahat pe ho tujhe meri koi shikwa Aahat se mile rahat Jo yeh nazmein Likh di hai maine mitwa Lafzon pe naam tera Milta sukoon hai mujhe Tu meri pasand Aur kaise kahu main tujhe Nigahon ko jo teri Main padh sa raha hu Yeh panno pe likh Main zamaane se kahu Shaam o seher Bas teri hi dua Tumse hai dil ki yeh lagi Ae hamnashi Zara yeh bata Itni hai kyu tu laazmi Hai nahi Tumsa yahan Dil ko jo lage gawara Humko yahi shikayat hai Ishq tera kifayat hai Nazrein karam chupana nahi Dil ko lagi teri aadat hai Agar main kahu Ae mere sanam Toh kya kahogi Agar main bahu Hai kasam tumhe