Kuch din se kaafi chup Kuch din se hasta zyda Kuch dil mein ra hai chubh Sab puche kya hai iradaa Par khud mein guum hu mein Aankho se sunlu mein Hai ye sab vehem mera, sapne kuch bunn lu mein Panno pe geet likhdu Khaali hai beat phir kyu? Tasveere baaki reh gayi Bando mein ban gaye issue Pardo mein rehna chahe Par kyu na kehna chahe Jo sach mein sach hai us se bachke neeche karte nigaahein Chahe shikayat samjho Ya samjho ye fariyaad Jab band ho meri saansein Gaano se karna yaad Thaamenge haath phir se Khudko hum karke maaf Woh kardega insaaf Tu bas rakh dil ko saaf Mein bhi musaafir hi hu Waise toh kaafir hi hu Dum ghut ta mera yaha pe Lagta mein kaabil ni hu Banke jo baithe messiah Un naamo mein shaamil ni hu Par ye hai mera tareeka Shayad mein zaahil ni hu Dil se ye gaana mera Tum sabko hai paigaam Bhatka sa rahi hu mein Kya doge mujhko naam Buzdil ye lagta zamana Insaan hi de ilzaaam Phir dekhe tutta sitara Leke haatho mein jaam