Kishore Kumar Hits

Nations of Worship - Khuda Ka Beta Hoon текст песни

Исполнитель: Nations of Worship

альбом: India Edition One


Numaya main hua
Teri raag se
Ghera mujhe naye geet se
Rihayi di mujhe
Dushman se mere
Saare dar mere mite
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon
Maa ki raham se
Mujhe chun liya
Pyaar pukara mera naam
Naya ja-nam hua
Kumbe me Tere
Tera lahoo rago main mere
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon
Azadd kiya gaya hai
Hame gulami se
Hum bete betiyan hai
Aao hum apni aazadi gaaye
Samandar cheera taki ussi se mein guzaroon
Kamil pyaar dar ko dubo diya
Chudaya mujhe taki ye ailaan karu
Main khuda ka beta hoon
Samandar cheera taki ussi se mein guzaroon
Kamil pyaar dar ko dubo diya
Chudaya mujhe taki ye ailaan karu
Main khuda ka beta hoon
Main Khuda ka beta hoon
Main Khuda ka beta hoon
Main Khuda ka beta hoon
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon
Ab mai khauf ka gulam nahi
Main Khuda ka beta hoon

Поcмотреть все песни артиста

Другие альбомы исполнителя

Похожие исполнители