Khawabon mein khawab kahan Neendon mein neendein kahan Khawabon mein khawab kahan Neendon mein neendein kahan Tu hi ho hai. Tu hi ho hai Tu hi ho hai. Tu hi ho hai Saanson mein saanse kahan Tu hi ho hai. Tu hi ho hai Kuch is tarah tujhko chalun Mujhse safar ho jaayein tu Hmm. kuch iss tarah tujhko chalun Mujhse safar ho jaayein tu Chalna bhi tujhse ho shuroo Aur meri had ban jaaye tu Dekhle khol ke tasabbur Hoga tera hi Nishaan Main galat fehmi lagun Mera yakeen ban jaaye Tu Mujh mein bhi main hoon kahan Mujh mein bhi main hoon kahan Tu hi ho hai. Tu hi ho hai Tu hi ho hai. Tu hi ho hai Kuch khawab de tu aise ki Neendein behal jaayein meri Kuch khawab de tu aise ki Neendein behal jaayein meri Kuch de bahane aise bhi Raatein sambhal jaaye meri Aisi de nishaaniyan tu Main thi bas tera lagun Haathon mein wo lakeere de Kismat badal jaaye meri Hothon pe alfaaz kahan Hothon pe alfaaz kahan Tu hi ho hai. Tu hi ho hai