Ye mere khaabon ki manzil Chahat ki chaabi Ye meri taqdeer ka hissa In hatho ki lakeer Maine apne hath se sanwaari Soni soni heer Usko haasil karke rahunga Jiski ye tasveer Kahin hai.kahin hai Kahin na kahin hai mera pyar Kahin hai.kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar Woh anjaana ajnabi mil hi jaayega kabhi Woh anjaana ajnabi mil hi jaayega kabhi Diya jise ramgo mein utaar Kahin hai.kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar Chhaya ban kar maanas pat par chha gaya Rango ka chunaav khud hi karva gaya Indra dhanush ki manhar chhata bikherta Ambar se mere aangan mein aa gaya Woh sapno ke mitra se keh gaya jaak ke chitra se Woh sapno ke mitra se keh gaya jaak ke chitra se Milenge hum aasha mat haar Kahin hai.kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar Rango mein sakaar huyi hai kalpna Safal huyi yaara din ki aaradhna Antar ke anuragi rango se sajii Har rekha hai mere mann ki kaamna Pyaasa jiski preet ka andekhe uss meet Pyaasa jiski preet ka andekhe uss meet Har pal hai mujhe intezaar Kahin hai.kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar Aankhein bole ye pehla anu bandh hai Mann kehta hai jalwon ka sambandh hai Bahot jeeya ab peeya bina jeena nahi Usko meri saanso ki saugandh hai Dil jisko dhundha kiya rab ne usse milla diya Dil jisko dhundha kiya rab ne usse milla diya Rab ka hoon shukra guzaar Yahin hai yahin hai Yahin hai yahin hai mera pyaar.