Ghar bhe soona hai meri Zeesat k angan ki tarha Lout kar waqat na aaya Mere bachpan ke tarha Patav e zulf mere behte hoiy Ashkoun mein Kisi sailab mein behti hoi nagin ki tarha Kar k ghahyaal muje us ka b bura haal tha Us ki Zulfein b Na sulhghein Meri aljhanoun ki Tarha Aur muj ko gurbat ne dadsa Usko ko doolat ke hawas Bik gya wo b barhaalmere fuun ki tarha Kar na saky hum Pyar Ka sauda Qeemat he kuch aisi the (2) Jeeti baazi haar gay hum (2) Qismat he kuch aisi the Kar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi the Dunya such he pathhar mare Laila tere Majnoo ko(2) Ishaq mein us deewane ke b haalat He kuch aisi the Jeetti baazi haar gay hum Qismat he kuch aisi the Qar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi the Jeetti baazi haar gay hum Qismat he kuch aisi the Let the instrumental music play End