Dekha tujhko pehli baar jaise pehli nazar ka pyaar Mili nazar jab tujhse yaar hua yeh mujhpe kaisa waar Lag rahi thi thodi shy when she looked into my eyes Uski aankhein kehti lies she was kaatil in disguise Banda smart mai koi kami na thoda sa mai hu kamina Baaton mai mere badi hai gehraiyaan Usmai doob jau aise mann kiya tha mera jaisa Mera bachna toh nahi tha kar ke tai woh aayi aaj Hue knees weak kahi ghir na jau mai pyaar mai tere Mujhe sambhal hua yaar Pehli baar mai katal pehli baar mai katal Ghum hue hai saare hosh hoth bhi hai numb Uska dikhna itna hot bhi toh hai sitam Uske moves ne bada rakha hai temperature Aag floor pe lagayi hum gaya pighal Vibe ban raha tha slow flow mai aagyi thi woh Maine pucha usse tere ghar ya mere ghar Usne push kiya kaha ke hum toh just mile yaha pe Baat jaldi na badake close reh magar Hue knees weak kahi ghir na jau mai Pyaar mai tere mujhe sambhal hua yaar Pehli baar mai katal pehli baar mai katal Ab na hosh mujhe behosh Hua mai shor mai you khamosh Diya joh tune aise dose zara ab tu bhi reh tayar Usmai doob chuka hu aise mann kiya tha mera jaise Mujhko ghoor rahi woh aise jaise kha jayegi yaar Hue knees weak kahi ghir na jau mai Pyaar mai tere mujhe sambhal hua yaar Pehli baar mai katal Pehli baar mai katal