Meri raaton ko chheen ke chaen ki khud woh neend le Woh aafreen, woh naazneen par na kareem thae Raat bhar hum dil mein liye dard soche Beete voh kal, voh pal bhi kitne behtareen thae Udd gaye woh aasmaa mein Unki lautne ki koi aas naa hai Har tareeka liya mene aazmaa fir bhi voh paas naa hai Aur akele hum reh gaye zameen pe Tere voh saare jhhoote bharam ab naa rahe Tere diye hue zakhm kyu bhar hum naa sake Zakhmo pe koi marham naa lage Par fir bhi itne dard mein kyu mar hum naa sake Teri yaadein Mujhe kyu jeene naa dein Nibhane thae jo waade Voh tode tune saare Hothon pe tu saware fir bhi kyu Main khudse karna hoon sawaal ye Ki tujhko bhula doon Ya sochna chhod du tere baare Yaadon mein teri Main hoon laapata Main chahu tujhko bhulana Par mujhse kyu ye hua na Yaadon mein teri Main hoon laapata Main chahu tujhko bhulana Par mujhse kyu ye hua na Aaj bhi Ye hai naraazgi Kabhi batayi tune baatein Mujhe na raaz ki Par aaj bhi Main dil mein mere dekhu Milti hain mujhe bas yaadein aap ki Jo baatein kehna paata hoon main bas baaton mein Dil ki voh baato ko likhta hoon main jazbaato mein Saara din khoya rahu jo teri yaadon mein toh Panne bharu main hoke bebas raaton mein Ye duniya jeet li Par tere aage haare Jaan ki baat ho Toh khudse zyada humko tum ho pyaare Kalam bhi chale toh likhta hu tere baare Aur kal hum bhi sochenge ki tujhko bhulade Kaise jau tujhko bhool Tu ban chuki hai ik aadat Mil jaaye tera noor Yahi karu main ibadat Tu mujhse door Fir bhi maangu main dua ki hamesha kare khuda teri hifazat Yaadon mein teri Main hoon laapata Main chahu tujhko bhulana Par mujhse kyu ye hua na Yaadon mein teri Main hoon laapata Main chahu tujhko bhulana Par mujhse kyu ye hua na