Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle. Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle. Woh kehti mujhe leja thoda dooor Woh soche kaise toote na guroor Hum dete na bahane tumhe kyu Sab dikkate bhulaade dikhe tu Ab fitrat ye kamaal hai mile tu Sab hai haath me par dhoondu mai khudko Rab hai saath me Par hai dikhe na mujhko Pakde haath aur Mile bas sukh yun Rookhi aas Par ab mitega dukh yun Par sirf tujhko hi pata hai Kyun rehta khudse khafa mai Na milti ab kuch jagah hai Mann me sab bhar rakha hai Ab ye meri aankhe khud ba khud bhar aye Sachme khud bhi chaahta hu ki bhool jaau mai sama ye Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle. Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle. Ab dhoondu mai teri hawa Jo sune tu meri awaaz Mai hu pareshaan Mujhko na ye bhi pata Kidr bana tera jahaan Aakhir tu kahan Gin gin mai gin ginra din saal In din ye dil namm hai din raat Kin kin ko mil mil ke yeh kaha Tu hi tu hai duniya farishta Bataade Kaise mitengi saari yaade Mujhko bhulaade Ye sama mujhe bhulaa de Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle. Woh kehti mujhe leja thoda door apne saath Hawa me meri yaade leke bhool jaa samaa Hum kyun na mile the pehle.