Dard mera tujhtak kaise nahi pohcha Sard si ye raatein aur tu deta andhera Dusro ke sang bhi lagne laga akela Ye kaisa tera jaadu jo raahein bhi ab kate na Mujh ko Jaane de Kahin door Khud se Khatam kar ye guroor Teri Inn baato ka asar Khudse Nahi pade farak Bas saansein chal rahi waise andar se hu khokla Tujhe na pata tujhtak jaane se khudko rokta Kaisa lagta hai jab andar se insaan mar chuka Par uski rooh dekhe ab tera hi atapata Dard mile toh tu dikhe Harz kare na dil yeh dekh Karz na chuka saka Ghar ka na koi pata Hamse tu jo mil gayi Mai bacha na dil bacha Fir ab kya mila De gayi daga Bas rahi teri kami Baatein karke bhi hai hum kyun ajnabee? Teri kami Yoon khaaye jaa rahi Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha Baat Ab Bhi wahi hai jaana tu samajhti nahi Dil ke bikhre inn tukdo par bas teri hi hai kami Mai jaan ke khudse Wo baate karunga Jo pochengi tujhtak nahi Kaabu me na mai Beqaboo sama ye na Chehre pe thodi hasi Mai karun kya jo mil jaye tu Mai marr lunga jo zinda hai tu Zinda hai tu Dard mile toh tu dikhe Harz kare na dil yeh dekh Karz na chuka saka Ghar ka na koi pata Hamse tu jo mil gayi Mai bacha na dil bacha Fir ab kya mila De gayi daga Bas rahi teri kami Baatein karke bhi hai hum kyun ajnabee? Teri kami Yoon khaaye jaa rahi Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha hoon Mai Marr raha