Rootha mein gardish ke taaron se Waakif hoon ab un nazaaron se Jahan tu khush hai par raazi nahi Lagti tu door un sitaaron se Kehte yeh dil bhi toh baagi hai Pyaar mein yeh mushkilein kaafi hai Tabhi mein bushdil yun yaadon mein Sacha yahan koi bhi na saathi hai Sacha na koi bhi yahan saathi Hai kabhi dil pathar toh kabhi jazbaati Mein aata hoon paas tu doori pe kaayam Hai tera yeh nasha jo Meri naraazi hai Rang badal ti jaise holi hai Woh dil Badalti Hai Jaise wo din Badalti Hai Saas oh mai har bhar rahate Naazatien Mai bhi guh guh na hut hai Ye diwar hum are beeche ki ruk aawet hai Gungunaahat hai teri nazakat mein Kabhi gum raaton mein Kabhi mein khwaabon mein Deti tasalli tu bhethi jab baanhon mein Rootha mein gardish ke taaron se Waakif hoon ab un nazaaron se Jahan tu khush hai par raazi nahi Lagti tu door un sitaaron se Kehte yeh dil bhi toh baagi hai Pyaar mein yeh mushkilein kaafi hai Tabhi mein bushdil yun yaadon mein Sacha yahan koi bhi na saathi hai Jo kaano mai dhun di hai Woh awaaz jhumi hai Inn bheegi baarishon se Inn Andheri raaton se Ab Pal pal ghutan hoti Inn diwaron Mai Chandd sifaarish karta mein tujhse Baar-baar main darta kyun khudse Baaz na aati meri buri aadatein Chalti ye chhuri, badan pe ye kaatein Sharaafat mein hi Sarsaraahat hui Mere dil mein teri Gungunaahat hui Meri banaawati khwaaishein Mann mein jali thi jo aatishein Bhigoke nichodi tune nakli taarifein Rootha mein gardish ke taaron se Waakif hoon ab un nazaaron se Jahan tu khush hai par raazi nahi Lagti tu door un sitaaron se Kehte yeh dil bhi toh baagi hai Pyaar mein yeh mushkilein kaafi hai Tabhi mein bushdil yun yaadon mein Sacha yahan koi bhi na saathi hai Rootha mein gardish ke taaron se Waakif hoon ab un nazaaron se Jahan tu khush hai par raazi nahi Lagti tu door un sitaaron se Kehte yeh dil bhi toh baagi hai Pyaar mein yeh mushkilein kaafi hai Tabhi mein bushdil yun yaadon mein Sacha yahan koi bhi na saathi hai