Kisi ka saath nahi chahiye Bus mera saath hi ho Jo khilte saath mein nahi Un phoolo ko tum kaat hi do Hui aankhe band ye khudbakhud Shayad dekh lia hai bohot Ab raasta tap raha dhoop se Jaise taise naapne do Beete kal ka bhoot hai Jaanta ye sataata roz Hai ek dukh ka basta sab pe Farz hai daal ke chal na dost Hui aankhe band ye khudbakhud Shayad dekh lia hai bohot Ab raasta tap raha dhoop se Jaise taise naapne do Paas aake choom gayi maatha Sukoon chheena meri ghoom gayi duniya saari Chal raha tha saath mein tere Par kar raha tha shayad shaitaan se yaari Ab dekhu bistar mera khaali Sava teen neend ka pata nhi Kal ko jo dikhu toh waqt dena nazaro ko Unko judaai pata nahi Pachhtava pachhtaava hoga bhot pachhtaava Jo badha mai raaste pe kadam ba kadam aur Nikla ye raasta khud bhatka sa Mai bhatka sa Zehreela rishta leta bhot kuchh Deta bhot bhot dukh Ab kashti ghusa di bawandar mein maine hi Toh bhala kaisa ye pachhtaava Pachhtava pachhtaava phirta tha Bachata sa, tha mai bacha sa Maasoom rooh ko liye zaalim zamaane mein Tha thoda kacha sa Badti umar se bhala kaun hai badha yaha Kabse mai khada yaha Thokarein kha ke is duniya se andhi dikha kuchh Toh ab farak padta na Kisi ka saath nahi chahiye Bus mera saath hi ho Jo khilte saath mein nahi Un phoolo ko tum kaat hi do Hui aankhe band ye khudbakhud Shayad dekh lia hai bohot Ab raasta tap raha dhoop se Jaise taise naapne do Aankhe nahi hoti ye band Dimaag ye hota nahi numb Hota kya zyada mai khush? Agar buddhi hoti mand Sochne ka faayda bhi kya Ye toh oopar waale ki pasand Par hausale mere buland Nahi rukta mai maa ki kasam Par jab bhi leta kadam oopar Das kaayar log baithe muje neeche kheechne ko Chhoti soch inki kaid Thodi si chakki inhe dedo peesne ko Mere saamne mat tu aenth Jo bhi bolna hai bol le tu Tameez se bro In aankho ne dekh lia hai bhot Jo thi dil se sabse zyada kareeb Uski toh ho gyi hai maut Isliye jungli kutta karta hai mosh Isliye daaru peeke hota mai slosh Isliye mic ke saamne karta mai roar Apne logo ki bana raha mai fauj Apni zindagi krta mai record Kala aisi nahi kar sakte ignore Pataal se nikla raasta dia khod Safar mein mile kaafi saare chor Par muh lia modh Chaiye ab sab aur chaiye phir aur Kisi ka saath nahi chahiye Bus mera saath hi ho Jo khilte saath mein nahi Un phoolo ko tum kaat hi do Hui aankhe band ye khudbakhud Shayad dekh lia hai bohot Ab raasta tap raha dhoop se Jaise taise naapne do Beete kal ka bhoot hai Jaanta ye sataata roz Hai ek dukh ka basta sab pe Farz hai daal ke chal na dost Hui aankhe band ye khudbakhud Shayad dekh lia hai bohot Ab raasta tap raha dhoop se Jaise taise naapne do