Achha suno Kya hai? Idhar aao Nhi. Mai khwaabo mein roz Tujse mil raha hu Maykhano mein akela Hi khada hu Aankhe kholu subah saath ho tu Bus yahi chaahu Mai doob raha hu Tuj mein doob raha hu (wooh) Nazaare ban jaaye Agar woh rakh de meri chhaati pe sar Teleport krke aau tere kamre mein Aur jaau pasar Bus kehne ki baat nahi Mai kar dunga kuchh bhi Tu hukum kar Sukoon se bharti ho kamre ki vibes Tum gaana ho jaise koi Slowed aur reverbed Dekh jaan, ek baat maan Ye haath thaam phir bhar le udaan Ye likha tha, ittefaaq nahi Vishwaas nhi? Mila le tu taare Zindagi kat rahi thi kisht mein Log milein kaise kaise kism ke Jo pehle thi tujse bus sabak thi ek Hum samaj baithe usse ishq the Uljhan mein phase the tune suljha dia Chali jo saath tu zamaana sulga dia Behaki behaki raate, Aadhi neend mein baate Chalne de abhi toh baje bus 4 hi Hai duniya se pare ye kaafila, Saanso mein rakhti ho ittar Haan bistar mehka dia Hothon ke beech mein Tu roch ko daba ke thi leti Aake tum pe gaana bana dia Bandha nahi mai tujse phir kyu khicha jaa raha hu Waada jo na kia Woh bhi mai nibha raha hu Mere sar pe rakh ke paer Tu taange apni khole, aankhe meeche Tu bhi jaanti ki mai tuj mein doobne Aa raha hu Mai khwaabo mein roz tujse mil raha hu Maykhano mein akela hi khada hu Aankhe kholu subah saath ho tu Bus yahi chaahu Mai doob raha hu Tuj mein doob raha hu (wooh) Subah utha mai dikhi tu Baaho mein leti hui yu Sahi hai ab sab kuchh yaha pe Jaana tu mujse nahi door Oh ye lamhe sang mein kam hai Kab milega humein sang mein samay Sehlaati muje jab tu todti dum hai Ye dikkatein haan Oh ye lamhe sang mein kam hai Kab milega humein sang mein samay Sehlaati muje jab tu todti dum hai Ye dikkatein haan Mai khwaabo mein roz, Tujse mil raha hu Maykhano mein akela Hi khada hu Aankhe kholu subah saath ho tu Bus yahi chaahu Mai doob raha hu Tuj mein doob raha hu (wooh) Lagne lagaki mai doob raha hu Tuj mei tuj mein tuj mein doob raha hu Ab Lagne lagaki mai doob raha hu Tuj mei tuj mein tuj mein Doob raha hu