Agar aapne samjota nahi kiya toh hum khoufnaak jung shuru kareghe! Ooh, jaanta hun tumari sarkaar ki taakat Jis taakat se hume gumkaate rahe Hum bhees saal se tumare khilaaf hai Aur Inshallah! tumari akhri dum tak ladte raheghe!" Zaalim ki ziadti Lagad baghe ki chaal Joh chale ye saare aaj Bas gharo mein baithe shaant ye Marte hai din mein paanch, saath, aath, unginat Telephones bhi karke bandh Apna batata ke hum se Jung? Kyu ki Inki nazro mein saare aatankwadi Inki barbaadi se gharo se kitni laashe jaati Masjido ke bahar bhi army, kya kare namazi? Ye chahte kare gulammi hum, hum thehre pahadi! Nazi soch inki, kamro mein saare bandh Pepper gas hawah mein, bacho ka gutta dum Janat nahi hai ye hai jahum, hai jalte hum Khoon kharabi ka, aur beimaani ka hai jashan Kyu na dikhte na tume zakhm joh kabbi bare nahi? Kyu na nikle hum jalso mein, dekho hum mare nahi? Bandook ki nok har sar pe, hum dare nahi Maut hui Kashmiriyat ki, kya hum lade nahi? Halat sudareghe ye sab ke sab maahir Jhoote dikhawe hai ye sab ke sab mahir Hoga hisaab toh kaise bachegha kafir Khuda humare saath, kitaab hui thi naazil Ye hai haq ki ladai, imaan inki tabahi Rukheghi na ye likhai, miteghi na ye siyaahi Gawayi ye uss maasoom ke khoon ki, safai tere jhoote qanoon ki! Agar sab theek hai toh humko karte tum khamosh kyun? Bandhi banake tum hum pe lagate dosh kyun? Humare ghar mein ghuske karte tod fod kyun? Aisa roz roz kyun asliyat ko khoj Main hun maut ka muh Musa ki bahaduri! Dubhoghe tum sabhi, pheron, neel nadi Sifak, veer qavi Bebak, gulam nahi! Kuch bhi karo tum hum raheghe shaant nahi Nafrat ke khilaaf Makaari ke khilaaf Dehshat ke khilaaf Makaari ke khilaaf Tumne hi toh hume in sadako pe nikala hai Maar daadh se tumne aman ko ujada hai Nainsaafi mein ab bhi jeeta har bechara hai Kashmir humara hai? ye toh bas chalava hai Zinda laashon ka nazara hai Marchuka sahara hai Koi na kinara hai Kashmir humara hai, ye toh bas dikawa hai! Zinda laashon ka nazara hai Marchuka sahara hai Koi na kinara hai Kashmir humara hai, ye toh bas chalawa hai!