Kismat Ka Khel Hai Sara Phirta Tha Mein Awara Yeh Kya Se Kya Hogaya Chaar Din Ki Zindagani Har Pal Ek Nai Kahani Kya Tha Mein Kya Ban Gaya Kya Hua Jo Larrri Chuti Jeevan Ki gadi looti Khwaab hai To mujhko naa Jaga Zindagi Ek Pal Mein Salli Yun Palat gai Humari Jhooth Hai To mujhko Na Bataa Pehle gooli kanche Khel Ke Mai Dil Ko manna Taa Tha Aaj Job karke Bhi Mera Dil Nahain ManTa Kaun muje janta ya fhir pehchanta Aaine me dekhu kya mila koi samman tha Bajuo Par zhor Pair nahian kamzor Par ye shakhas bana apne bikhre tukdo ko jodkar Woh galiyon Ka shor woh manzhe Ki Dhaar Shayad wohi par Bassa Hai Mera Pura Sansaar Jab chale Jau Mai Iss duniya KE Paar Mere gaane Sunke Tuh muskurana Mere Yaar Chahe Jitni Bhi luu Apni zindagi Sawaar Jo Beet gaya waqt nahian Aata Baar Baar Jo Beet Gaya waqt nahian Aata Baar Baar Karlo Jo Bhi Karna Hai Hota Hai Jo Hona Hai Guzra To Pal Yeh Phir Na Aayega Kya Bura Hai Kya Bhala Hai Waqt Hi Shayaad Khuda Hai Ho Jane Do Phir Dekha Jayega Kya hua jo larrri chuti Jeevan ki gadi looti Khwaab hai to mujhko naa jaga Zindagi ek pal mein salli Yun palat gai humari Jhooth hai to mujhko na bataa Tu Aaj kiski soch me yaa kal tha kiski Soch Me Ye zindagi hai teri Ya fhir Bani padi bhoz hai Lafde to hote roz hai lafdo me bhi toh soch hai Lafde He tuje nochte lafde achhi tuje soch de Malik tu khud ka bann ehasaan khud pe kar Ye zindagi Hai teri na adda kar iska karr Chaar pal hai ginke toote nahian jurte tinke Likha Ye gaana dilse achha lage toh sunle Log kahte Ki samay jeena sikha deta hai Par Koi ye nahian kehta ki Iss lamhe ko jeelo