Mahakal Tere bas me hai sab Tuhi khuda hai tu hi rab Mahakal Tere bas me hai sab Tuhi khuda hai tu hi rab Mahakal hum Tere hai bhakat Tujse bada na koi bhi shakhsss Mahakal hum Tere hai bhakat Tujse bada na koi bhi shakhsss Mahakal muje Teri talab Muje Teri talab muje Teri talab Teri talab me hua pagal Mai ab Safal hogi ye drishti milega tu jab Aur Meri ye Nayaee paar laga Mai bhatka hua Tere dar toh Bata Muje Pass bula baba Gale se laga Mere haal pe apni raas dikha Baba bhole k hum hai pujari Sada rahunga tera abhari Deva ki Leela hai aprmpari Baba ye kre hai nandi swari Jatadhari,, aur sirpe hai ganga Chand ki roshani woh,,Ardhnanga Damru hath me sarf Gale me Dubki lgi ganga,Man chnga Aakal mrutyu woh marien Jo kaam Kare chandal ka Aur kaal bhi uska Kya kre Jo bhakt ho mahakal ka Shambhuu Mahadeva Trilok ke log hai Tere hee Tere hi bas me hai Maya Shiv sambhu Tune ye shrishti banayi hai parbhu Aur Tune hi jag ko rachaya Shiv sambhu Ye dewwane hai ladki aur paisoein KE Hum dewwane hamare bholenath ke Jo bhi hai saath de usko Salam Jo nahain saath de use raam raam Kashmkash ki Kash tu laga Teri lagan si agan ki aag buza Chal bhang ragad,,prasd bana Apne haath se pilaa na kisi se gila Sab kuch hai mila na kisi ka moh Mere ruhh me samya Mera bhola Woh Pata nahi duniya wale ye Kyu Hum baba bahrose hi chalte hai yu... Aakal mrutyu woh mare Jo kaam Kare chandal ka Aur kaal bhi uska Kya kre Jo bhakt ho mahakal ka Aakal mrutyu woh mare Jo kaam Kare chandal ka Aur kaal bhi uska Kya kre Jo bhakt ho mahakal ka