Zara aankhein mila lena Kudi hans ke vekha de na Mujhe dil mein basa lena Zara aankhein mila lena Kudi hans ke vekha de na Mujhe dil mein basa lena Aaja le chalun tujhe door kahin Tujhe sabse chhupa lunga Aa tu kahe to aaj hi Tujhe apna bana lunga Chal tu mere sath mein Poori duniya ghuma dunga Tujhe sabse chhupa lunga Tujhe apna bana lunga Tujhse na reh pata door Teri aankhon se behta yeh noor Duniya nu jaana main bhool Jadon nachdi tu mere kol Tujhmein yeh kaisa gurur Kaisa yeh tera yeh surur Duniya nu jaana main bhool Jadon nachdi tu mere kol Mere kol Tikkdi yeh nazrein sirf tere pe hai Milna to tujhse akele mein hai Darti tu mujhse ya zalim zamane se Yeh to bata Fikar bhi hai par dikahti nahi Pyar bhi hoke jataati nahi Khwabon se mere tu jaati nahi Kyun yeh bata Tu musafir sa dhundu main apna basera Tha akela bhi khush par ab aisa nahi Chhodunga na koyi aisi ek kasar bhi Rehna naal hai tere chahe jo ho safar bhi Aaja le chalun tujhe door kahin Tujhe sabse chhupa lunga Aa tu kahe to aaj hi Tujhe apna bana lunga Chal tu mere sath mein Poori duniya ghuma dunga Tujhe sabse chhupa lunga Tujhe apna bana lunga Tujhse na reh pata door Teri aankhon se behta yeh noor Duniya nu jaana main bhool Jadon nachdi tu mere kol Tujhmein yeh kaisa gurur Kaisa yeh tera yeh surur Duniya nu jaana main bhool Jadon nachdi tu mere kol Mere kol Meri baaton se zyada yeh yaadein zaruri Ismein thodi si jaan ko karti tu hai poori Main yeh chahun aur maangu bas yeh duayein ho Sath yeh tera teri wafayein