Kho gaya hain chehra Kho gayin hain yaadein Ab toh meri, dheere dheere halke se Kho gaya hain rasta Kho gayin hain galliyan Ab toh kahin, dheere dheere halke se Sham bhi dheka nahi, khwab bhi socha nahi Thak ke fir main raat mein, takiye pe roya nahi Bhagta hun khudse main Wo bachpan tha jo kho gaya Ab hun akela main, yahan Kho gaye hain kisse Kho gaye hain baatein Ab toh sabhi, dheere dheere halke se Kho gaye hain sapne Kho gaye hain apne Ab toh yahin, dheere dheere halke se De de mujhe, fir ek dafa Wo beeta pal jo hai khafa De de mujhe, fir ek dafa Kho gaya hain rasta Kho gayin hain galliyan Ab toh kahin, dheere dheere halke se Ab hun akela main yahan, main kho gaya