Aaaa Arz-e-niyāz-e-ishq ke qābil nahīñ rahā Jis dil pe naaz thā mujhe vo dil nahī rahā Jaatā huuñ daagh-e-hasrat-e-hastī liye hue Huuñ sham-e-kushta dar-khur-e-mahfil nahīñ rahā Marne kī ai dil aur hī tadbīr kar ki maiñ Shāyān-e-dast-o-baazū-e-qātil nahīñ rahā Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Bar-rū-e-shash-jahat dar-e-ā.īna baaz hai Yaañ imtiyāz-e-nāqis-o-kāmil nahi rahā Vā kar diye haiñ shauq ne band-e-naqāb-e-husn Ghair-az-nigāh ab koī haa.il nahīñ rahā Go maiñ rahā rahīn-e-sitam-hā-e-rozgār Lekin tire khayāl se ghāfil nahīñ rahā Dil se havā-e-kisht-e-vafā miT ga.ī ki vaañ Hāsil sivā.e hasrat-e-hāsil nahīñ rahā Bedād-e-ishq se nahīñ Dartā magar 'asad' Jis dil pe naaz thā mujhe vo dil nahīñ rahā Marne kī ai dil aur hī tadbīr kar ki maiñ Shāyān-e-dast-o-baazū-e-qātil nahīñ rahā Vā kar diye haiñ shauq ne band-e-naqāb-e-husn Ghair-az-nigāh ab koī haa.il nahīñ rahā Go maiñ rahā rahīn-e-sitam-hā-e-rozgār Lekin tire khayāl se ghāfil nahīñ rahā Dha Ni Sa Re,, Dha Sa Re Ni, Dha Pa Pa Dha Sa Ni, Dha Pa Ma Pa Ma Ga Re Ga Ma Pa, Sa, Dha Sa Re Ni, Dha Pa Ma Pa Sa Ni, Dha Pa Ma Pa Ma Ga Ga Ma Pa Dha Ni Ni Ma Pa Dha Ni Sa Sa Dha Ni Sa Re Ga Ga Re Ga Ma Pa Ga Ma Re Sa, Ni Sa Dha Ni Sa Dha Ni Sa Re, Ga, Dha Sa Re Ni, Dha Pa Ga Ma Pa Dha Ni Sa, Dha Ni Dha Pa Ma Ga Re Sa Re Ga Ma Pa Ga Ma Re Sa, Ni Sa Dha Ni Sa Bar-rū-e-shash-jahat dar-e-ā.īna baaz hai Ā.īna baaz hai Yaañ imtiyāz-e-nāqis-o-kāmil nahi rahā Kāmil nahi rahā Vā kar diye haiñ shauq ne band-e-naqāb-e-husn Ghair-az-nigāh ab koī haa.il nahīñ rahā Marne kī ai dil aur hī tadbīr kar ki maiñ Shāyān-e-dast-o-baazū-e-qātil nahīñ rahā Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq Arz-e-niyāz-e-ishq