Nabhatuni aali apsara Nabhatun aali apsara Ashi sundara saaz sajavun Aali aali aali Aali ga aali Kesabhavati malala gajara Lokachya najara khelati tujhyawara. Aali aali aali Duniyachi pyaari tu Aga naari halavi ga Aga raani sundara... Aali ga aali Aali ha aali Maharaani aali Aga ga ga ga ga ga Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Mash'hoor mere ishq ki kahaani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi. Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Mash'hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi. Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Zakham aisa tune lagaya Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi Marham aisa tune lagaya Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi Pehchaan mere ishq ki ab toh Pehchaan mere ishq ki ab toh Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi Ho. mash'hoor mere ishq ki kahani ho gayi Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi Mash'hoor mere ishq ki kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi Kehte hain ye deewani, mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayalon mein utra hai Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil Tu mastani hai. Tu deewani hai. Paakeza hasti hain teri tu noorani hai. Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayaalon mein utra hai