Ghairon ki yeh baatien Puchain Kahan hai wo thi jo Mere sath main Din aur raat main Nahi thi wo Kabhi meri Dikhi thi jo khari Mere sath main Intezaar main Mujhse na kaho Mujhse na kaho Kisay milli tum ho Kiya kar rahi aj kal ho I don't wanna know Mujhse na kaho Aisay hi rehnay do Dukh hai mera Mujhay sehnay do Hoo ooo oo Ariyo Hum tumhain nahi milay Phool phir bhi hain khilay To kya ho ga Thi woh mulakaatain meri Ghalti ab woh yaadein hain teri Kaha saath dey Sabar sey kaam ley Itni Toh koshish ki Meinay Hum sab ney dukh hain sahay Kya hogaya I don't wanna know Mujh sey na kaho Sabar na kar paye Hum shaid jaldion mein thay Par tunay intezaar na kiya Mujhe chornay mein Kya tha uss main aesa Jo na tha mujh mein Aaj tak mujhe khabar milti hai Abb tu bhi sun le