Thodi thodi katthai si uski aankhein Thodi surme bhari. Hmm... thodi-thodi katthai si uski aankhein Thodi surme bhari. Uske honthon pe muskurayein Haaye duniya meri Ho. chakhna bhi chaahun Rakhna bhi chaahun Sabse chhupake usey. haaye Rabba. Rabba Mere Rabba Rabba Mujhe bas ik jhalak toh dikha Ho. ho! Rabba. Rabba Mere Rabba Rabba Chaahe badle mein le le tu jaan Woh hu wo... Yaaron main kaise kahoon, kya hua? Hosh hai ab kahin hai kahin yeh hawaa Phirta hoon khud ko bhulaaye huve Yaad meri mujhe toh dila do zaraa Bematlab sa, jeeta raha tha Ab mill gayi hai wajah. haay Yun toh ye dil, haan phisalta nahi Moam ki battiyon pe pighalta nahi Naina woh hai na Haan sitaarein hain dau Chaand dil mein kabhi bhi nikalta nahi Talna bhi chaahun, bujhna bhi chaahun Main unn charaagon tale. haaye Rabba. Rabba Mere Rabba Rabba Mujhe bas ik jhalak toh dikha Ho. ho! Rabba. Rabba Mere Rabba Rabba Chaahe badle mein le le tu jaan