Dil jis se zinda hai wo tamanna tumhi to ho Hum jis mein bas rahay hein wo dunya tumhi to ho Dil jis se zinda hai Dil jis se zinda hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Teri zulf gar shab-e-qadr hai Tera chehra badr-e-muneer hai Tere sadqe jaaon mein ya-nabi Tu habib-e-rabb-e-qadeer hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Tera husn jalwa e toor hai Teri chakal surah e noor hai Ke jahaan mein koi aaj tak Teri misl hai na nazeer hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Teri deed jisko naseeb hai Wo naseeb qabil-e-deed hai Tera dekhna meri eid hai Tera rukh kalam-e-majeed hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Teri deed karne ko khud khuda Tujhe paas apne bula liya To bitha ke saamne yeh kaha Meri aaj arsh pe eid hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Tera noor noor-e-qadeem hai Tera husn husn-e-kamaal hai Nahi jiski koi misaal hai Tu he aamina ka wo laal hai Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Shahsawara raazdaraa Hoo Shahsawara raazdaraa Aaa Shahsawara raazdaraa rub diya Taajdaara dardmanda sub diyaa Ay alam nashra de seene waliya Ay shahenshah madina waliya Aavi ja wal fajr chehre waliya Aavi ja yasin sehre waliya Yaad teri da mei deeva waliya Aavi ja hun kaali kamli waliya Dil jis se zinda hai wo tum ho Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) Ya habibi marhaba marhaba marhaba, marhaba marhaba Marhaba marhaba, marhaba marhaba Marhaba marhaba, marhaba marhaba Marhaba marhaba, marhaba marhaba... (Sufi Chants) Roya shab e hijraan mein bohot ashq bahaya Itni mein musawwir ko rehm jo aaya Naqshe kayi tasveero ke wo saamnay laaya Bola ke yeh yusuf hai yeh eesa hai yeh musa Mein ne kaha in mein se kisi per nahi sheda Jab saamnay laya wo shabeeh e shah e wala Besaakhta us waqt zubaan se meri nikla... Mujh chand bashar shasaniye Matthe chamke laath nooraniye Kali zulf te akh mastaniye Makhmor akhi hinmat bharya Teri surat nu mein jaan akha Jaana ke jaane jahan akha Sach aakha te rub di shaan akha Jis shaan to shana sub banya Subhanallah, ma ajmalaka, Ma ahsanaka, ma akmalaka Kithe mehr ali kithe teri sana Gustaakh akhi kithe ja ariyan Glory be to God, what wondrous beauty What elegance, what perfection? What is poor Mehr Ali to utter your praises O where have these bold eyes alighted Marhaba marhaba, marhaba marhaba Marhaba marhaba, marhaba marhaba (Sufi Chants) Subhanallah ma ajmalaka, ma ahsanaka, ma akmalaka Subhanallah Allah Allah subhanallah Allah Allah Jine dekhiya kamli waliya nu Noohu nikliya wah subhanallah Noori mukhre te kayi chamk diye Kaise zulf e siyaah subhanallah Lab'laal-e-yemen qadsarv-e-chaman Ey naafa kutan ate her hai badan Tere husn di ki tareef karaan Kahay uthiya khuda subhanallah Bus Allah Allah subhanallah Allah Allah subhanallah (Sufi Chants) Farishta dar pe basad ehtiraam aata hai Khuda ke baad tumhara he naam aata hai Kaleem hoon ge tumhein kya kaleem se nisbat Tumhara ghar mein khuda ka kalaam aata hai Bus Allah Allah subhanallah Allah Allah Subhanallah Allah Allah (Sufi chants) Tu ne qabl az do jahaan shan e tajalla dekhi Arsh banta howa sajti howi dunya dekhi Tere qadmo mein jhuki saray rasoolon ki jabeen Sub ne allah ko mana teri dekha dekhi Allah Allah subhanallah Allah Allah Subhanallah bus Allah Allah (Sufi chants) Her ik kundal kundal uthe aashiq ta dil dolay Husn tere di sift di aakha kaafir kalma bolay aakhe Allah Allah subhanallah Subhanallah, ma ajmalaka Ma ahsanaka, ma akmalaka Kithe mehr ali kithe teri sana Gustaakh akhi kithe ja ariyan Marhaba marhaba Ya noor ul ainee marhaba Jaddil hussaini marhaba Ya imam ul qiblatain Ya nabi ul harmein Aap hein aankhon ki thandak Aap hein her dil ka chein Innaka shams ud duha Innaka badr ud doja Innaka noor ul huda Innaka sadr ul ula