Aye yo Ink put some sauce on it! Sanson ki mala pe simruun main pee ka naam Sanson ki mala pe simruun main pee ka Sanson ki mala pe Sanson ki mala pe Sanson ki mala pe simruun main pee ka Kahan se aya main kahan ko jana Aisi baaton par zikar karun ya likhun gana Main hounga tere se, par tu mere se ho juda na Mera yahan pe RABBA koi bhi tere siwa na Tera karam hua dobara hui AAMAD Tujhe banata manzil jo uss ko tu milta raah par Chun le mujhe bhi tu sajde karne waalon mein Agar kisi din bhi tha main sajde karne waalon mein Yeh baatein Mehz baatein reh jaani hain Bhare huye bartan yahan reh jaane khaali hain Parda karte nahi kese daalein ZABAANI ye Sapna mera yahi jeetun khud se ye baazi main Baazigar Mat khol apni maazi ki kitaabon ko Jo tha wo raha nahi jo hai kisi ko nahi pata Hai sab ko pata k is jahaan mein kuch na rakha Par jaan k anjaan hein shayad sirf yahi na pata Rooh mitti se ya mitti rooh se hai tang Mere gunahon ne inke darmyaan daali jang Hai mere sang kaafi log par wo karenge kya Jo girun ga agar mere liye honge khade kya Naam bana liya par ban na saka namaazi main Log pehchaan leta, khud ka pata ni hai Opra mizaaj mera chokra mein aam Aag toun bachana RABBA jhopra makaan mera Main toh naam ka bas jaanleva Jagg ne kya hai bana dala Mujhe sunte woh maante na Kahani sunaate meri woh jo mujhe jaante na Inhe kehne do Mujhe sehne do Yahi ilaaj mera zakhmon ko rehne do Mere baad meri baaton ko yeh karenge yaad Mere aaj pe jo chahe inhe kehne do Inhe kehne do Mujhe sehne do Yahi ilaaj mera zakhmon ko rehne do Yeh nahi jaante mujhe yahi karenge paaar Jo kare paak unhi zakhmon ko rehne do Ye samajhte banna chahta star main Par main banna chahta apne baap jaisa Amal se mere saare jaane mujhe Baaki sara aarzi hai shohrat gaadi naam paisa Haal kesa puchte main theek hun par haal mein na Log dekhe bohat tabhi aata saamne na Bina maqsad nahi kaam mera Mere se mila jo kuch baant lena Samundar paar se hain aate pehgaam Jahan pe socha bhi na tha wahan pe banaya naam Yahan pe kaafiyon ko lage meri kala haraam Par mujhe ghair muslim bhi ab karte salaam Inko na pata Maine jo likha to woh inki khata Inhone suna to woh meri fatah Meri waja se kitno ne rap sunna shuru kia Bolenge ye nahi par is baat k ye khud hain gawaah Mere paas kuch bhi karne ko na saabit Kitna qaabil hoon main pata jisko pata hota shaamil Inki mehfilon mein zada na main Aur jab hota hun to chup rehta tabhi inko bhaata na main Yeh bacche saare mere jaisa banna chahte Jo main karta hun wo yeh saare bhi karna chahte Par jo main karta uspe upar wala parda daale Shayad kalakaar lagte hain KHUDA ko pyaare Samaaan jama karlia jo leke jana nhi Izzat deta RABB hai banda kamata nhi Mita ta aib apne khud ko mita ta ni Hashim abhi na-samajh hai baatein par banata kayi Naam bana liya par ban na saka namaazi main Log pehchaan leta, khud ka pata ni hai Opra mizaaj mera chokra mein aam Aag toun bachana RABBA jhopra makaan mera Main toh naam ka bas jaanleva Jagg ne kya hai bana dala Mujhe sunte woh maante na Kahani sunaate meri woh jo mujhe jaante na Inhe kehne do Mujhe sehne do Yahi ilaaj mera zakhmon ko rehne do Mere baad meri baaton ko yeh karenge yaad Mere aaj pe jo chahe inhe kehne do Inhe kehne do Mujhe sehne do Yahi ilaaj mera zakhmon ko rehne do Yeh nahi jaante mujhe yahi karenge paaar Jo kare paak unhi zakhmon ko rehne do Sanson ki mala pe Sanson ki mala pe Sanson ki mala pe simruun main pee ka Aye yo Ink put some sauce on it!