Main chal para hun apni aashiqi ka mozu dhoondny Main thak gya hun apni Zindagi ky sanam torty Main ghr gya na ghr sy lapata hun kabar khoodny Main mar gya to meri qabar pe na likhna mout bey Ye hosly jo mil rahy mujhy main ghum para hon soch main Ky kon thy wo mustahik jo rehty meri khoj main Main chor chaar ky ye sab bs chal para hun mouj main Ye rongty bhi puchty hain ku nai rehta hosh main Main qalam kagaz karu garam Safhy likhy jallain zakham Kami mujh main bohat Tabhi sochu kesy sahu sitam Mery apny mujhy kehty ahsan chor dy ye dharam Music kary mujh pe karam Kese tooru apny kaam sy na kaam rakhu Hath main hay alam Sab pe rehta nahi ab bharam Safhy kitny maine sapurd e aag kiye Wo saary rakh bany Tabhi main bewaja nai rakhta kisi sy bhi aas Ye gana meri tanhai ky naam Ye gana meri fanai ky naam Ye gana mirza ghalib ky naam Ye gana meri aashiqi ky naam Main chahta hun mujhy bhi Mily wo zakham Jo mily mirza ghalib ko Main chahta hun main bhi es dunia sy fana ho jau aagy bs aakhir ho Ye fatwy ye qutby ye khutby Pass rakho apny mujhy na do aesi ghazlain Jo parh ky main bhatak jau us apni manzil sy Jo parh ky main sathak jau es dil e maghrib sy Ye qissy kahaniya na sunao main thak gya hun Akk gya hun apni mehfil sy Ye dard ban ky aagay aur zehan pe sawaar howy Na aashna hain taari kefiyat sy Hum maikhany main so gayy hain daastaanain bhool ky Hum chup khary hain jaari mehfil main Hum la elaaj marz hain aur jaan ly ky chorty Hum manfi soch rakhny waly sikky Ye haadsy ye majlisain nai aati mery kaam Bs aaty mery hissy main hain kuch bury gunnah Bs bethy hum bhi jee rahain hain gin chuny ayaam Ab zindagi ky haathon sey hy pee rahey hein jaam Hasratain ur gai Zindagi ki jail sy Nafratain bhar gai Zindagi ki jail main Hasratain ur gai Zindagi ki jail sy Nafratain bhar gai Zindagi ki jail main