Ye zameen uss raat se gum Mere pairon talay ab taaron ki dhun Ye sawaari jhoom ke pyaari baaton main gum Jazbaat ki sun na Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain Inkay jawaab naa tere naa mere paas hain Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain Yahi pukaarain Pukaarain naaa O Jaana O Jaana Rangeen aankhon ke sapnon main gum Meri saanson ki lay boojhay teri hi dhun Jhootay mootay raazon ke takhtay Paltay hain mainay sach to sun na Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain Choro ye baatain waatain gandi soghatain Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain Yehi pukaarain Pukaarain na O Jaana O Jaana Nasir Baaton se Jazbaat se Naa ho mujh se bayaan Guzri jo meri zaat pe Kaisay kahoon daastan Woh teri jo aankhain Sonay say pyari Woh teri jo aankhain Bhoolain na Main rokun tou rokun Khud ko kaisay Teri hi baaton main Ghoomain na O Jaana O Jaana O Jaana O Jaana Oooooooh yeah yeah yeah hee