Raini charhi Raini charhi rasool ki So rung maula ke haath Raini charhi Kya baat hai Raini charhi rasool ki So rung maula ke haath Raini Raini Raini Raini charhi Rasool ki Kya baat hai Aur rung maula ke haath Jis ki chunar Jis ki chunar rung diyo So dhan dhan wa ke bhaag Aaj rung hai e maan rung hai ri Aaj rung hai e maan rung hai ri Chalo ri Aaj rung hai e maan rung hai ri Are sab mil chalo ri Aaj rung hai e maan rung hai ri Are e ri mere mahboob ke ghar Ari e ri sakhi ri Mere mahboob ke Ho mere mahboob ke ghar Mere mahboob ke ghar Ari e ri sakhi ri mere mahboob ke ghar Mere mahboob ke ghar Mere mahboob ke ghar rung hai ri Aaj rung hai e maan rung hai ri Aaj rung hai e maan Rung hai e maan Aaj rung hai e maan Sibghat-ullah Allah ka rung Rung to faqat allah ka rung hai Aaj rung hai e maan E maan rung hai ri Aaj rung hai e maan Aahe chalo ri Aaj rung hai e maan Aahe chalo ri Aaj rung hai e maan Aaj Aaj Aaj Chalo Jis ki choonar rung de saajan Jis ki choonar rung de sajan woh raani kahlaae Aaj rung hai e maan Aahe chalo ri Aaj rung hai e maan Rung hai ri Mere mahboob ke ghar E ri sakhi ri mere mahboob Are haan haan mere mahboob ke ghar Mere mahboob ke ghar rung hai ri Mere mahboob ke ghar rung hai ri Mere mahboob ke ghar Mere mahboob ke Mere mahboob ke ghar Ilaahi ta buwad Ilaahi ta buwad Khursheed o maahi Ilaahi Ilaahi Ilaahi ta buwad Khursheed o maahi Charaaghi chishtiyaan ra raushanaai Aaj rung hai e maan rung hai ri Mere mahboob ke ghar E ri sakhi ri mere mahboob ke ghar rung hai ri Sajan milaawara anat badhaawara Chalo ri mera mahboob milaawara Aahe chalo ri mera mahboob milaawara Sajan milaawara more aangan Aaj rung hai Aji mohe peer paayo Mohe peer paayo Mohe peer paayo Nijaam-ud-din auliya Mohe peer paayo Aahe aahe aahe wa Mohe peer paayo Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Mahboob nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Khaaja nijaam-ud-din auliya Khaaja nijaam-ud-din auliya Khaaja nijaam-ud-din auliya Khaaja nijaam-ud-din auliya Kisi mahboob ki un se siwa kya dil rubaai ho Kih woh Kih woh mahboob hain aise kih mahboobi ilaahi ho Khaaja nijaam ud din auliya Khaaja nijaam ud din auliya Mohe peer paayo Paayo nijaamuddin auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Jab dekho more sang hai e maan rung hai ri Wo to jab dekho Are haan haan haan Woh to jab dekho more sang hai Yih kyon kahoon kih gham-i zindagi garaan guzra Yih kyon kahoon kih gham-i zindagi garaan guzra Yih kyon kahoon kih gham-i zindagi garaan guzra Yih kyon kahoon kih gham-i zindagi garaan guzra Woh saath saath rahe main jahaan jahaan guzra Khaaja nijaam-ud-din auliya Khaaja nijaam-ud-din auliya Mohe peer paayo nijaamuddin auliya Nijaam-ud-din auliya Nijaam-ud-din auliya Jab dekho more sang hai e maan rung hai ri Wo to jab dekho Are haan haan haan Wo to jab dekho Are haan haan haan Ham men tum aur tum men ham gum ho gaye Ham men tum Aur tum men ham Gum ho gaye Ham men tum aur tum men ham gum ho gaye Hote hote Hote hote Aik ham tum ho gaye Woh to jahaan dekho are haan haan haan Wo to jahaan dekho More sang hai e maan rung hai ri Main to aiso rung aur naheen dekhi re Main to aiso rung aur Are mahboob-i ilaahi Main to aiso rung aur E mahboob-i ilaahi Des bades men Des bades men Dhoondh phiri hoon Des bades men Aahe des bades men Des bades men Haan des bades men Des bades men dhoondh phiri hoon Tora rung man bhaayo Main tora rung Tora rung man bhaayo Khaaja nijaam-ud-din Tora rung man bhaayo Peer nijaamuddin Teri soorat Teri soorat se kisi ki naheen milti soorat Teri soorat se Teri soorat se Kisi ki Naheen milti soorat Teri soorat se kisi kisi kisi ki Naheen milti soorat Main jahaan men teri tasweer liye phirta hoon Haan tora rung man bhaayo Main tora rung Tora rung man bhaayo Main tora rung Bas tora rung man bhaayo Main tora rung Tora rung man bhaayo Main tora rung rahiyo maan Haan main to aiso rung. Rung chadi rasooooooooooool ki Aaj rung hai hey maan rung hai ri Moray mehboob kay ghar rang hai ri Sajan milaavra, sajan milaavra, Sajan milaavra moray aangan ko Aaj rung hai... Mohay pir paayo Nijamudin aulia Nijamudin aulia mohay pir payoo Des bades mein dhoondh phiree hoon Toraa rung man bhayo ri..., Jag ujiyaaro, jagat ujiyaaro, Main to aiso rang aur nahin dekhi ray Main to jab dekhun moray sung hai, Aaj rung hai hey maan rung hai ri Translation- What a glow everywhere I see, Oh mother, what a glow; I've found the beloved, yes I found him, In my courtyard; I have found my pir Nizamuddin Aulia. I roamed around the entire world, Looking for an ideal beloved; And finally this face has enchanted my heart. The whole world has been opened for me, Never seen a glow like this before. Whenever I see now, he is with me, Oh beloved, please dye me in yourself; Dye me in the colour of the spring, beloved; What a glow, Oh, what a glow.