Kabhi dekha bhaala sadiyon se Kabhi anjana sa lagta hai Mann Jogi, Rogi, Kali Raat Musafir sa Mann mere des ke sooraj sa, jo dhalta Daaman e Yaar main hai Mann maya, Chaya, Anjaan nagar se Aya hai Mann Dharti Deen Dharam se pehle Kunfa Yakun ki kaya hai Jeewan se Bhagay, Doray hai tu Haaray Jitna tu Jagay, Soche Haray Khojay hai bahar jo bheetar hai Haray Jeevan hai Nadiya, Naiiya bhi Janay Thehir ja, ruk ja, sun le Jo kahe hai tu khud se sunle Jeevan Sufi ki Khali Kitaab Raqs main, Rangon main, Shamon main, Subha sa Jeevan Bait Bhittai Ke Sindhu se Jeevan bus Jeevan hai, Pyase ki hai Pyass Thehir ja, ruk ja, sun le Jo kahe hai tu khud se sunle Khud hi khokar khudko Khud hi dhoonde Khud Main Khud hi Khud se Mile