Jahaan hai meri pyaar ki duniya Woh thandi chaaon ki duniya Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai Tamannaein meri rehti hai wahan Turatiyaan chalti hai wahan Payaliyaan bajti hai wahan Hariyaali hai muskaai mere desh mein Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain Khayalon mein teri machalti adaayein hain Suhaana hai ye apnan silsila Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana Hmm... O saathi dil ko samjhaana Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya Jahaan hai meri pyaar ki duniya Woh thandi chaaon ki duniya Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan Aankhon mein chalke aayi teri yaad re O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya