Baithe ik jagah na Har din mann Uchchalta hai yahaan wahaan Mausam ki tarah yeh Mera haaye mann badalta rehta kyun bhala Ho jab gham toh khushi chaahe yeh Hon khushiyaan jo toh gham dhoonde yeh Bechainee se dosti kar chuka Raahaton se yeh na mil saka Duniya itna na samjhe Ghabraaoon aisey kyun main baat baat pe Rog hai yeh na koi dhong hai Jaan lo yeh aisa hoon nahin main shauk se Khud se main bhi pareshaan hoon Baithe baithe hi ro deta hoon Bechainee se main dosti hoon kar chuka Raahaton se main na mil saka Jeena yoon saza lagta Har pal be-maza lagta Hai kehna yahi aur kuch nahin Jeena yoon saza lagta Har pal be-maza lagta Koshishein kayi badalne ki kareen Baithe nahin phir bhi yeh Mera haaye mann ik jagah